The prayer is recited collectively during the morning assembly as a way to start the day with a sense of unity, gratitude, and spiritual reflection. The morning prayer goes as follows:
Om Asato mā sadgamaya
Tamasomā jyotir gamaya
Mrityormāamritam gamaya
Daya Kar Daan Vidya Ka, Hame Paramatma Dena,
Daya Karana Hamari Aatma Mein, Shuddhata Dena।
Hamare Dhyan Mein Aao, Prabhu Aankhon Mein Bas Jao,
Andhere Dil Mein Aakar Ke, Param Jyoti Jaga Dena।
Baha Do Gyan Ki Ganga, Dilon Mein Prem Ka Sagar,
Hame Aapas Mein Mil-jul Ke, Prabhu Rahana Sikha Dena।
Hamara Dharm Ho Seva, Hamara Karm Ho Seva,
Sada Eeman Ho Seva, Wa Sevak Jan Bana Dena।
Vatan Ke Vaste Jeena, Vatan Ke Vaste Marana,
Vatan Pe Jan Fida Karana, Prabhu Hamako Sikha Dena।
Daya Kar Daan Vidya Ka, Hame Paramatma Dena,
Daya Karana Hamari Aatma Mein, Shuddhata Dena।